Services
Services aur visiting charge
Visiting charge ₹350 hai. Baaki kaam ka rate jaanch ke baad batate hain.
Visiting charge
₹350Ghar aakar AC ki jaanch.
AC service aur cleaning
Split aur window AC ki jet cleaning, filter aur cooling check.
AC repair
Cooling kam, paani tapakna, awaaz ya AC chalu na hona.
Gas filling
Gas leak dhoondh kar theek karna aur gas bharna.
Installation / uninstallation
Naya AC lagana ya shift karna.
Aksar pooche sawal
Visiting charge kitna hai?
₹350. Kaam ka rate AC dekh kar pehle batate hain.
Kahan-kahan service dete ho?
Indore aur Mhow mein, ghar par aakar.
Kaunse AC ka kaam karte ho?
Split aur window, dono. Service, repair, gas filling aur installation.
Kaise book karein?
Call ya WhatsApp karo: 98262 59048. Message ka jawab 1 ghante ke andar dete hain.